Maulana sahib, Tauheed jab pehlay kalmay main hai kay Allah kay siwa koe ibadat k laiq nahe. Kuch loug aesay hain jou rouz aik naye tauheed aur shirk ki philosphy lai atay hain. Aik din main ne in se poucha kay yea kahan likha hai k shirk hai. Tou yea kehtay hain k ibn e taimia ne kaha tha. Maulana sahib kia yea sahih hai k Allah kay siwa kisi ki ibadat karna shirk hai aur is kay ilawa Quran aur Hadees main is ehm aqeeday k mutalik kia likha hai bata dijeye,
|