Join as at Yahoo! Groups  Like Shah Sahab  Follow us on Twitter  Join us at Google +  Join Allama Syed Muzaffar Shah 
SMS Subscription
Videos
Quran Shareef
Donate Us
Live Speech
ASK Imam :
Print Friendly Email Email
Question:
Mujhe kisi ne bataya tha ke farz namazon mein sirf pehli do rakaton mein Surah Fatiha ke baad koi aur surah padhna zaroori hai. Bakaya rakaton mein sirf Surah Fatiha padhke ruku mein jaa sakte hai. Kya yeh baat durust hai??Doosra sawaal: Kya sunnat (Nafal) namazon mein, Surah Fatiha ke baad har rakat mein koi aur Surah parhna zaroori hai? Please bataayein sahi tareeqa sunnat(nafal) namaz padhne ka kya hai?
Answer:
Ji han, Farz Namaaz agar 4 rakaton par mushtamil hai to uske shuroo ki do rakaton main Surah Fatiha ke saath Surat milana Waajib hai, agar na kya to Sajda SAHAW karna hogaSunnat ki har rakaat main Surah Fatiha ke saath Surat milana zaroori hai, khuwa 2 rakaat hon ya 4
Recent Q/A
Title
Q: Maulana sahib, Tauheed jab pehlay kalmay main hai kay Allah kay siwa koe ibadat k laiq nahe. Kuch loug aesay hain jou rouz...
Q: In light of the current shortage of organ donations, it is permissible to donate organs during one's life or even after...
Q: Hazrat Ali (RadiAllahuAnh) ko Maula Ali kehna jayaz hai ya nahin ??
Q: Meray zimmay 24000 rupay zakat wajib hai. kiya main yeh zakat har mahinay 2000 rupay kar kay de sakta hoon.
Q: kia signal tornay par gunah ya sawab ka mumla hoga, kia is baat ka islam say koi taaluq hay
Favorite Queries
Title
Q: Allah Miyan kehna kaisa hai
View All
ASK Imam List
Skip Navigation Links.
Submit Your Question
Name:
Email:
Question:


Enter the code shown: