Question:
|
Ramdan main agar kisi waja se Taraweeh nahin parh sake poore mahine, is ka sharai hukum kia hai. Mera haal ye hai ke main apne mulk se baahir hoon aur aise mulk main hoon jahan masajid bohat door illaqo main hain.. sheher main aisie koi masajid nahin jahan terawie perhie jaati ho..Aise main mere liye kya hukum hai.
|
Answer:
|
Ramadan-ul Mubarak main rozana 20 Rakat Taraweeh parhna Sunnat-e-Muakkadah hai...Taraweeh Jamaat se ada karna aur us main Khatm-ul-Quran karna MUSTAHAB haiLihaza ap rozana 20 rakat taraweeh khud parh liya karen.
|