Like us on facebook  Join us at Google +  Join Allama Syed Muzaffar Shah  Join us at Youtube  Join as at Yahoo! Groups 
Quran Shareef
Live Speech
Videos
Donate Us
SMS Subscription
ASK Imam : Namaaz (Salaah)
Print Friendly Email Email
Question:
Mujhe kisi ne bataya tha ke farz namazon mein sirf pehli do rakaton mein Surah Fatiha ke baad koi aur surah padhna zaroori hai. Bakaya rakaton mein sirf Surah Fatiha padhke ruku mein jaa sakte hai. Kya yeh baat durust hai??Doosra sawaal: Kya sunnat (Nafal) namazon mein, Surah Fatiha ke baad har rakat mein koi aur Surah parhna zaroori hai? Please bataayein sahi tareeqa sunnat(nafal) namaz padhne ka kya hai?
Answer:
Ji han, Farz Namaaz agar 4 rakaton par mushtamil hai to uske shuroo ki do rakaton main Surah Fatiha ke saath Surat milana Waajib hai, agar na kya to Sajda SAHAW karna hogaSunnat ki har rakaat main Surah Fatiha ke saath Surat milana zaroori hai, khuwa 2 rakaat hon ya 4
Recent Q/A
Title
Q: In my office, my colleagues belongs to different aqaids. Some are Ismailis, Ahle Hadees, Deobandi, Gohar Shahi, Ahle Tashee,...
Q: Qurbani karte waqt agar janwar ka khoon kapron par lag jaye to un kapro me namaz jaiz ya nahin
Q: Agar mard ramzan key mahinay ma namaz parhe magar Taraweeh nahin parhe to usay guna milay ga?Aur mujhey apnay doston ke sath...
Q: Mujhe kisi ne bataya tha ke farz namazon mein sirf pehli do rakaton mein Surah Fatiha ke baad koi aur surah padhna zaroori...
Q: ladies ko taraweeh ki namaaz jamaat se padhna behtar hai ya ghar mein.agar ghar hi mein padahe to kya taraweeh ka haq ada...
Favorite Queries
Title
Q: Allah Miyan kehna kaisa hai
View All
ASK Imam List
Skip Navigation Links.
Submit Your Question
Name:
Email:
Question:


Enter the code shown: