Like us on facebook  Like Shah Sahab  Follow us on Twitter  Join as at Yahoo! Groups  Join Allama Syed Muzaffar Shah 
Quran Shareef
Videos
Donate Us
SMS Subscription
Live Speech
ASK Imam : Zakaat
Print Friendly Email Email
Question:
Zameen agar bechne ki niyyat se qaride to is par zakat nikalna hai ya nahi, aur agar hai to 2 saal se agar wohi zameen nahi biki aur teesre saal bik gayi to teesre saal zameen ki zakat ek saal ki nikalna ya 3 saal ki.
Answer:
Bechne ki niyyat se li gai zameen Maal-e-Tijarat ke hukum main aati hai , is par zakat saal ke pure hone par farz hojati hai...Lihaaza jitne saal tak zameen ki farokht par intizaar kiya tamaam saalon ki Zakaat ada karni hogi.
Recent Q/A
Title
Q: Meray zimmay 24000 rupay zakat wajib hai. kiya main yeh zakat har mahinay 2000 rupay kar kay de sakta hoon.
Q: Meri Biwi Kay Pass 10 Tula Sona Hay Aur Meri Walda Ki Milkeyat May 3 Tula Sona Hay Tu Main Zakat Kiss Hisab Say Donga?
Q: Mujhe Zakat ke mutallik puchana hai1) Agar mujh par 15000 zakat nikalti hai, kya mai 3 logo me takseem kar sakta hoo ya ek hi...
Q: Zameen agar bechne ki niyyat se qaride to is par zakat nikalna hai ya nahi, aur agar hai to 2 saal se agar wohi zameen nahi...
Q: kya sage chacha (brother of father) ko zakat de sakte hai ?Agar nahi to dene ke liye kya tariqa shariat me hai ?
Favorite Queries
Title
Q: Allah Miyan kehna kaisa hai
View All
ASK Imam List
Skip Navigation Links.
Submit Your Question
Name:
Email:
Question:


Enter the code shown: