Like us on facebook  Like Shah Sahab  Join us at Google +  Join us at Youtube  Follow us on Twitter 
Quran Shareef
SMS Subscription
Videos
Live Speech
Donate Us
ASK Imam : Miscellaneous
Print Friendly Email Email
Question:
Germany ka rule ha k yahan par har janwar ko zibah karnay say pehla current(bijli) lagyee jatee hay. Current itni hotee hay ka janwar marta nahin magar nadhal ho kar gir jata hay. Us ke baad us ko zibah kiya jata hay. Kiya is sorat main ya meet halal hay ya nahin? Is k ilawa chicken ko bhi current lagaya jata hay itni quantity main k agar usay 2 min main zibah na kiya jay to wo dobara normal hoo jata hay, chicken ko zibah machine par kiya jata hay machine chalatay waqt aik muslim taqbeer parh deta hay aur phir baqi zabiha Machine par hee hota hay. Is cheez ka khayal rakaha jata hay k machine par proo gardan na katay. Is situation main btaiya k kiya aisa gosht halal hay ya nahin
Answer:
Machine par zabiha jaiz nahin, Halaal nahin. Is liye zaroori hai ke khud apne haath se ZIBAAH kar lain ya kisi aise idaare se haasil karen jahan haath se zibaah ki jaati ho aur QASAAI musalmaan bhi ho.
Recent Q/A
Title
Q: In light of the current shortage of organ donations, it is permissible to donate organs during one's life or even after...
Q: kia signal tornay par gunah ya sawab ka mumla hoga, kia is baat ka islam say koi taaluq hay
Q: Copy right ka kya masla hai books n cds ka agar ye galat hai to phr is tarha to har koi cds windows ki copy use karta haito...
Q: Kiya zaman apny mahwar kay arroung harkat kar rahe ha yan nahe. ( Earth moving around its exis or not)
Q: Allama Iqbal ki shikva, Jawab shikva parhney mein koi qabahat to nahi
Favorite Queries
Title
Q: Allah Miyan kehna kaisa hai
View All
ASK Imam List
Skip Navigation Links.
Submit Your Question
Name:
Email:
Question:


Enter the code shown: